C language turtial in hindi lesson 1
Jo mene sbse upper ek imege di hai sirf iske adhar pr hm aaj c leg. Shikhenge .
Hy friand aaj se hm c leg. Sikhenge
C leg. Ek programing leg. Hai jise hm aaj se sikhena chalu krenge . c leg. Ka invasion deny rich ne kiya tha yh sbase purani leg. Programing Hai . jiska upyog software bnane computer work wab dewloping etc. Me hai.
Ab c leg. Shikhna start krte hai
Aap ydi computer chla rhe he to c leg. Ke likhne ke kisi bhi software ka upyog kr skte or
Aap ydi mobile me cla rhe ho to program likhne ke liye sirf c4droid ka hi upyog kre
Hm c leg. Me kisi bhi header file ko jodne ke liye # ke saath include ka upyog krte hai.
Header file
Wh file jiska upyog sbse upper hota hai.
Or iske under hm stdio.h or conio.h ka upyog krte hai.
Hr program me main () function hota hai Jo ek special function hota hai iska hr ek program me upyog kiya jata complair phle main () ko hi search krta hai or jha main () function mila wha program ko wh machine leg. Me chenge kr deta hai.
C leg. Me input / output stdio.h se hota hai or jb ise desplay PR show krwana hota hai to printf ka upyog kiya jata hai.
Input :-
Input mtlb likha huaa hai ya kisi ka yndar Jana .
Output
Output mtlb bhar niklna yha PR iska mtlb display PR show krwana hai
Or hm clrscr ka upyog clear krne ke liye krte hai . or ek function jise hm getch khte hai use hm kye press ke intjaar ke liye upyog krte hai.
Sawdhani:- 1. Spling mistack na kre nhi to program error ho jayega
2. Jesa mene ex. Me btaya wesa hi likhe mtlb jjsme line brack krna hai usme krna hai or jisme line nhi break krna hai usme nhi krna hai.
Aaj ke liye. Bs itna hi baki agle lesson me pdenge mujhe umid hai ki aapko ye program smjh me aa gya hoga ydi nhi aaya to commend kr jrur btaye apna q.
Last word
Is titular me , me aapko srl trike se somjhane ki kosis kr RHA hu
Amazing ๐ฅ
ReplyDelete